mohtaram janab
aap say iltemaas hai k yahan per to khawateen ka naamo nishaan bhi nahin jab k aap nay pechlay safhaat per tehreer fermaya hai kay khawateen ki tasaaweer aglay safhaat per mulahizaa fermayie.
aisay to kisi k jazbat ko majrooh kernay ka aap ko zara bhar bhi haq hasil nahin. lehaazaa meri derkhawast ko madd-e-nazar rekhtay huay fil for chand khawaten ki tasaweer ka ahtemaam kiya jaiy taakay ye na-cheez apka dil ki athaa gehraaion say mashkoor ho
wassalam banda-e-na-cheez ko kaleem kehtay hain.
adaab.